Tum Na Hue Mere To Kya LyricsTum Na Hue Mere To Kya Lyrics

Tum Na Hue Mere To Kya Lyrics By Hriday Gattani And Jonita Gandhi From Movie Dil Bechara. Song starts with Tum Na Hue Mere Toh Kya Main Tumhara, Main Tumhara, Main Tumhara Raha Mere Chanda Main Tumhara Sitaara Raha.

Tum Na Hue Mere To Kya Song Lyrics

Tum na hue mere toh kya
Tum na hue mere toh kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas ret ka
Aye samandar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huey mere toh kya

Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu aakhiri
Maahi mere naseeh marzi bata kya teri
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha

Main jaadon ke mahine ki tarah
Aur tum ho Pashmine ki tarah
Main deewaron ki tarah hoon
Tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tumne seencha

Tum na hue mere toh kya
Tum na hue mere toh kya
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha

Rishta raha bas ret ka
Aye samandar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na hue mere toh kya

Maine Nibhaya Hai Karke Dikhaya Hai Lyrics

Bhedi Lyrics – Ankit Tiwari

Follow me on Blogarama

By Admin