Toot Jaayein Lyrics Nishawn BhullarToot Jaayein Lyrics Nishawn Bhullar

Toot Jaayein Lyrics by Nishawn Bhullar Is Latest Song with music given by Vishal Mishra. Toot jaayein song is written by Kaushal Kishore and video is released by Click Records. Main song words are Khwabon se keh do nazar mein na aayein vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein.

Toot Jaayein Lyrics – Nishawn Bhullar

Khwabon se keh do nazar mein na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Khwabon se keh do nazar mein na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein
Dard kab talak mera hoga humsafar
Jaata kyun nahi teri tarah chhod kar

Yaadon se keh do na yoon paas na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Toot’ta hai har ek dil
Tootna hi dil ki manzil hai
Saari dua, saari wafaa
Iss saazish main sab shaamil hai

Toot’ta hai har ek dil
Tootna hi dil ki manzil hai
Saari dua, saari wafaa
Iss saazish main sab shaamil hai

Ghairon ki baahon main milne lage ho
Ab to yeh bhi kubool mujhe
Bhool gaya jo tujhe ik pal mein
Tu bhi ja ab bhool use

Teri gali ab na kabhi
Aaunga main oh yaara

Bas dil se keh do darmiyaan na aaye
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Khwabon se keh do nazar mein na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Jassi To Miss Kardi Apne Yaar Nu Lyrics – Payal Dev and Ikka

Follow me on Blogarama

By Admin