Maine Nibhaya Hai Karke Dikhaya Hai LyricsMaine Nibhaya Hai Karke Dikhaya Hai Lyrics

Maine Nibhaya Hai Karke Dikhaya Hai Lyrics Jaan Nisaar By Arijit Singh, Asees Kaur. Main song words are Ho maine nibhaya hai kar ke dikhaya hai le teri baari ek vaari tu bhi pyaar nibha tu bhi pyaar nibha Oo yaara.

Maine Nibhaya Hai Karke Dikhaya Hai Lyrics

Na maaregi deewangi meri
Na maaregi aawargi meri
Ki maaregi zyada mujhe
Maut se narazagi teri

Kyun itna hua hai tu khafa
Hai zidd kis baat ki teri
Ki maaregi zyada mujhe
Maut se narazagi teri

Jaan nisaar hai jaan nisaar
Tere pyaar pe mere yaar
Jaan nisaar hai, ohoooho

Duniya jamaane se
Rishte mitaye hai
Tujhse hi yaari hai hamari
Ek baar to aa

Ho maine nibhaya hai
Kar ke dikhaya hai
Le teri baari
Ek vaari tu bhi pyaar nibha

Tu bhi pyaar nibha
Oo yaara

Teri berukhi se hai badi
Umar intezaar ki meri
Ki maaregi zyada mujhe
Maut se narazagi teri

Kyun itna hua hai tu khafa
Hai zidd kis baat ki teri
Ki maaregi zyada mujhe
Maut se narazagi teri

Jaan nisaar hai jaan nisaar
Tere pyar pe mere yaar
Jaan nisaar hai jaan nisaar
Tere pyar pe mere yaar

Jaan nisaar hai, ohoooho

Bhedi Lyrics – Ankit Tiwari

Afreeda Lyrics – Dil Bechara

Follow me on Blogarama

By Admin