Jiske Aane Se Mukammal Ho Gayi Thi Zindagi Lyrics

Spread the love

Jiske Aane Se Mukammal Ho Gayi Thi Zindagi Lyrics By ARAFAT MEHMOOD. Main song words are Jiske aane se mukammal ho gayi thi zindegi Dastakein khushiyon ne di thi Mit gayi thi har kami Kyoon bewajah di ye saza Kyoon khwab deke wo le gaya.

Jiske Aane Se Mukammal Ho Gayi Thi Zindagi Lyrics

Aaha.. Aaha..
Aaha.. Aaaa..

Main dhoondhne ko zamaane mein
Jab wafa nikla
Main dhoondhne ko zamaane mein
Jab wafaa nikla
Pataa chalaa ke galat leke
Main pata nikla
Pata chala ke galat leke
Main pata niklaa

Main dhundhne ko zamane mein
Jab wafa nikla
Main dhundhne ko zamane mein
jab wafa nikla

Aaha.. aaha.. aaha.. aa..

Jiske aane se mukammal
ho gayi thi zindegi
Dastakein khushiyon ne di thi
Mit gayi thi har kami
Kyoon bewajah di ye saza
Kyoon khwab deke wo le gaya
Jiyein jo hum, lage sitam
Azaab aise woh de gaya

Main dhoondhne ko uske dil mein
Jo khuda nikla
Main dhoondhne ko uske dil mein
Jo khuda nikla
Pata chala ke galat leke
Main pata nikla
Pata chala ke galat leke
Main pata nikla

Main dhoondhne ko zamaane mein
Jab wafa nikla
Main dhoondhne ko zamaane mein
Jab wafa nikla

Aaha.. aaha..

Dhoondhta tha ek pal mein
Dil jise ye sau dafa
Hai subah naraz us bin
Roothi shaamein, din khafa
Woh aayein na, le jaayein na
Haan uski yaadein jo hain yahan
Na rasta, na kuchh pata
Main usko dhoondhoonga ab kahan

Main dhoondhne jo kabhi jeene
Ki wajah nikla
Main dhoondhne jo kabhi jeene
Ki wajah nikla
Pata chala ke galat leke
Main pata nikla
Pata chala ke galat leke
Main pata nikla

Main dhoondhne ko zamaane mein
Jab wafa nikla
Main dhoondhne ko zamaane mein
Jab wafa nikla
O… o.. aa..

Sara Din Lyrics Hairat Aulakh


Spread the love