Betiyaan Pride Of Nation Lyrics Shreya GhoshalBetiyaan Pride Of Nation Lyrics Shreya Ghoshal

Betiyaan Pride Of Nation Lyrics by Shreya Ghoshal, Amruta Fadnavis and Neeti Mohan is brand new Hindi song with music given by Nisschal Zaveri. Betiyaan Pride Of Nation song is written by Raqueeb Alam. Main song words are Rab ka haseen tohfa hai Saugaat hai yeh betiyaan Khush’haal hai woh ghar jahan.

Betiyaan Pride Of Nation Lyrics – Shreya Ghoshal

Rab ka haseen tohfa hai
Saugaat hai yeh betiyaan
Khush’haal hai woh ghar jahan
Aabaad hai yeh betiyaan

Is mulk ki is desh ki
Buniyad hain yeh betiyaan
Hum khushnaseeb hain jo teri
Aulad hain betiyaan

Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan
Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan

Apne hunar se fan se
Mehnaton se lagan se
Apne hunar se fan se
Mehnaton se lagan se
Chhu le gagan ko betiyaan

Har rang mein har roop mein
Har chand mein yeh betiyaan
Dikhne lagi hain jung ke
Maidan mein yeh betiyaan

Tum yahan har woh jagah
Raunak ki bhejo wajah betiyaan

Kahin gagan hain betiyaan
Kahin kalam hain betiyaan
Safar mein hain yeh humsafar
Kadam kadam hain
Yeh kab tak marengi kokh mein
Kab tak jalengi betiyaan

Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan

Tu Hai Toh Lyrics – Palak Muchhal

Follow me on Blogarama

By Admin