Mehrama 2020 Song LyricsMehrama 2020 Song Lyrics

Mehrama 2020 Song Lyrics from Love Aaj Kal is the latest Hindi song by Darshan Raval and Antara Mitra. Mehrama 2020 Song lyrics are written by Irshad Kamil and music is given by Pritam.

Mehrama 2020 Song Lyrics – Love Aaj Kal

Chahiye kisi saaye mein jagah
Chaha bohat baar hai
Na kahi kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdaar hai

Main na pahunchun kyun wahan pe
Jaana chahun main jahan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya

Oh mehrama kya mila
Yun juda hoke bata
Oh mehrama kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
Oh mehrama kya mila
Yun juda hoke bata

Jo shor ka hissa hui
Woh aawaz hoon
Logo mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
Boloon magar na baatein karun
Yeh kya hoon main

Sab hai lekin main nahi hoon
Wo jo thoda tha kami
Wo hawa ho gaya
Kyon khafa ho gaya

Oh mehrama kya mila
Yun juda hoke bata
Oh mehrama kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
Oh mehrama kya mila
Yun juda hoke bata

You can also read the lyrics of shayad song from love aaj kal

Follow me on Blogarama

By Admin